Hum apko aaj batene wale hai New Pragya Kendra kaise khole. aap samaj me achha kam karna chahte hai sath me paisha bhi kamana chahte hai to aap thik jagah m hai. Aap Digital Seva kendra khol ke bahut paisa kama sakte hai ghar baithe agar aap thik se Prgaya Kendra me kam karte hai to apko ane wale time bahut hi fayda hone wala hai to chale jane ise open kase kiya jata hai.
aaj ke time me apne sahar me rah ke ek kam start karna chahte hai to pragyakendra bahot hi achha soch hai. ane wale time me isme bahot se services milega jo kamai ka ek bahut bada rasta hai. ise aap apna gram ya sahar me khol sakte hai.
Sabse pahle apko iske liye abedan dena padta hai jo niche hum bata rahe hai. application bharne ke bad apko iski ID mil jata hai tab aap isme kam kar sakte hai. aap chahe to apne gram me kisi ke purana ID kharid bhi sakte hai. magar wo abhi transfer nahi ho raha hai. aap ko humsabse ashan tarika bata rahe hai kendra start karne ka to ye post pura padhe. niche aap sidhe registration kar ke apna center prapt kar sakte hai.
Application Procedure and eligibility
Dosto apke pass Aadhar card, Pan card, passbok and cancel cheqe honachahiye tabhi aap abedan kar sakte hai. aap apna gram ya sahar ke hi log apply kar sakte hai pahle kya hota log dusre panchayat me dusre jagah ke log le lethe the abb apko nahi mil sakta hai. aap ushi panchayat ke hone chahiye jahan abedan kar rahen hai.
Appy for Pragya Kendra Online
- Sabse pahe aap iss link ko open kare i.e. http://csc.jharkhand.gov.in
- Click on “APPLY FOR CSC” on the top of the page.
- Ab apko Apply Online link pe click karna hai.
- Ab apko form ko form fill up karna hai.
- Forn fill up karne ke bad Register button me click kare.
- apko form submit ho gaya or apka Application ID prapt ho jayega Note: Application ID No. ko note kar le.
- Yaha apko apna Education and Professional details fill up karna hai.
- Next Option par click kare
- infrastructure details (Dukan ka details) fill up karna hai.
- Next Option par click kare
- Other details fill up kar de. (AC no.)
- Next Option par click kare
- Ab personal information ko janch le Finish Kar de.
- Yahaapko apna “All Documents” Upload karna hai.
- Upload me click kar de apka Pragya Kendra Registration ho gaya.
- Ab apko apna application no. or password note kar lena hai. status check karte rahana hai. apka center janch me bhi aasakta hai.
Note: Pragya Kendra Registration abhi band hai agar aap lena chahte hai to pura niche puri jankari diya huwa hai kaise aap bina register kiye start kar sakte hai.
Sabse bada sabal Registrtaion to band hai. Agar aap Pragya Kendra VLE banna chate hai to ap ban sakte hai. Bas sabse pahle apko New CSC Registration karna hai. iske bad apko apne CSC District Manager se milna hai une jankri lena hai. Sir mujhe bhi VLE banna hai kaise ban sakta hun bataye tab apko DM sir jarur kam de sakte hai. han agar pahle se apke panchayat me koi hai to dikat ho sakta hai.
Pragya Kendra Services List
- Financial Inclusion
- Caste certificate
- Income certificate
- Residential certificate
- OBC Certificate
- Cash Payments
- Bijli Bill
- Digital Seva services
- Railway ticketing
- Bus Ticketing
- Flight Ticketing
- Electoral Services
- Passport Services
- Navodaya Form apply
- PAN Card
- E-Aadhaar
- NIELIT Services
- NIOS services
- NPS – Swawalamban services
- Premium payments
- Farmer training
- Skill development
- Insurance sales
- Mobile recharge
- DTH Recharge
- Telephone bill payment
Or bhi bahut sare service hai jo ki aap ko waha jane par aap labh utha sakte hai.
To dosto Pragya Kendra Online Apply kaise karte hai hum jan gaya. or bhi CSC se judi bahut se jankari ke liye hamare website me ate rahe. Dhanya bad…
Pragya Kendra reust
Sir main apna panchayat me ek praga kendra kholna chahata hun. Kyu ki mere panchayat ke Longo Ko nhi to dusare panchayat me koi v certificate banane k liye jana parta hai.
Han Bhai khol sakte ho. iske liye apko csc lena parega pahle.
Sir, csc lene ke liye kya Karna hoga.kinse milna hoga. Aur kitna kharch lagega.
iske liye online apply karna hoga tab apko id mil jayega.
Sir main apna panchayat me ek praga kendra kholna chahata hun. Kyu ki mere panchayat ke Longo Ko nhi to dusare panchayat me koi v certificate banane k liye jana parta hai.
Panchayat dulmi.
Block sonahatu
Po t.t Mankidih. Plz zir
Han le sakte hai jald opne DM sir se baat kare.
Sir main punam main v pragya Kendra area Dena chahte Hun aabhi logo ko ek hai par wo logo ko bahut parisan karte h tab Jake kahan karte hai. Kya ek Panchayat me 2 nahi hoga main ledise Hun aur sabki parisan ko samajh v paungi plz sir help me
Yes aap pragya kendra le sakte hai or apko prathmikta bhi milega aap jila smaharanalay me CSC DM sir se baat kare apka kam ho jayega.
Kya Pragya Kendra sarkari hota hai
Aur kya hame isme sarkar kee taraf se koi monthly salary milti hai??
Pragya Kendra sarkari hota hai. magar sarkar ke traf se koi monthly nahi milti sab kam commision me hota hai sarkar apko kam karne ka paisa deta hai.
Humko pragya kendra lena h,kese milega please sir id humko lena h.
pragya kendr aap le sakte hai pahle apko csc lena padega.
Me Ramesh kumar mandal dist-dumka .jarmundi Raykinari
Jharkhand 814141. Se hu . Pargaya kendra lena chahatu hu mujhe kiya krna hoga
contact dm sir. and also start csc center.
Sir mujhe pragya Kendra. Lena hai mere panchayt me ek pragya Kendra mujhe ek aur mil skta hai ki nhi
Han mil jayega registration karna hoga.
name Anup Kumar pandit village pakri shyam me csc lina hi
apply for csc in free
RASAN CARD APPLAY KIA THA ADDHAR NO SE CHECKE HOSAKTA HEA
HAN HO JAYEGA JIS NO.SEKIYE THE WO NO.LAGEGA
Hi barodhar hame pragya kendra service me kam Lena Chahta h to hame CSC Kaisa Lena h
iske liye apko csc ki website me onlne apply karna hoga.
Sir mujhe csc lena hai kya krna hoga. csc lene ke liye kya tools chahiye kitna investment hai. kaha pe kisse milna hoga. aur csc kaha pe khol skte hai. plz help me. Gurpreet Singh from Ranchi 834002
CSC aap free me le sakte hai agar aap koi dukan chala rahe hai. jade jankari ke liye hamre website me pad sakte hai.
sir hamko pragya kendra lena hai jharkhand,hazaribagh dm sir ka number milega
number to nahi de sakte hai par aap DC office me jake mil sakte ho CSC DM Sir se.
Isme commission kitna milta h sir
bahot
SIR..CSC KE LIYE APPLY KIYE THE 2 MAHINA HO GYA PAR ID PASSWORD ABHI TAK NAHI MILA HAI KIYA KARE..PLZ HELP ME
wait karo fir status check karo
sir mai csc k liy aplly kr rha hu but pan card ko le kr kuch issue ho rha h or wo issue smjh me nh a rha hai name not match kuch aisa show kr rha h
aadhar or pan same name ho chahiye
i want to open pragya kendra kindly guide me
follow this step
Nice
Sir I am an ex servicemam. I want to open Pragya Kendra in Anandnagar , Bagbera, Jamshedpur. Sir please help me.
Thinking you anticipation.
contact csc dm sir.
Aap meri help kar sakte ho CSC id dilane to plz kijiye. Registration karne ke CSC registration closed bolke id nhi mila. Plz apna reference se id dila dijiye.
Prakya kholna chahta hu
apply abhi band hai. wait karo
Sir esmi salary kithana milta ha monthly
no salary only commission
Sir mere panchayat me ek pragya Kendra hai Jo dusre panchayat ka vyakti Chala Raha hai,Mai apne panchayat me ek dusra csc kholna chahta hun.mai graduate hun,Kya ek panchayat me dusra csc kholna ki anumati mujhe mil sakta hai.
Han aap dusre CSC khol sakte hai, par Registraion bahi band hai.
NAMASTE SIR… MERA NAAM L SHANKAR RAO HAI, MAIN JAMSHEDPUR SHAHAR KE SONARI PRANT MEIN REHTA HOON. MAIN GRADUATE HOON AUR PRAGYA KENDRA KHOLNA CHAHTA HOON ISKE LIYE MUJHE KYA KARNA HOGA ? AAPNE OOPAR JAWAB DIYA HUA HAI KI, PRAGYA KENDRA KHOLNE KE PEHLE CSC LENA PADTHA HAI. YEH CSC KE LIYE CSC DM SE MULAKAT KARNI HOGI….AISA AAPNE OOPAR BATAYA HAI. INSE KANHA AUR KAISE MULAKAT HO SAKTI HAI ? AGAR KOI CONTACT NUMBER HO TOH DIJIYE……DHANYAWAD
Aap apne Jial me jake CSC DM se mil sakte hai ya fir kisi Pragya Kendra VLE wha ka DM ka number leke bat kar sakte hai. female ke naam se abhi mil jayega. jaldi kare.
BAHU BAHUT DHANYAWAD…..KUCHH AUR QUIERY HOGI TOH FIR AAPSE DSAMPARK KARUNGA .
Heartily thanks to bhaskar sir,
Sir apne registration ke liye uper jo link diya hai wo open nahi ho rha hai. Niche site ka link de rha hu
http://csc.jharkhand.gov.in
abhi registration band hai. aap csc me direct apply kare. pragya kendra aap sabhi kam kar sakte hai.
Csc me direct apply me samjha nahi, jab registration band hai to apply kaise kare? Kindly Detail me btaye
abhi apni wife ke naam se le sakte ho csc.
Apka bahut shukriya apne har kisi k question ka ans diya hai, waise mujhe apna hi name se lena hai koi update ho to plz btana bro
Sir wife ka name se kaise registration hoga? Plz tell me
What is TEC certificate?
CSC K DOWARA BANK ID LENE K LIYE KYA KARNA HOGA
bank mitra registration
Give me new ID please retailer you help me
apply and start csc work
CSC ID Hai pyagya kendra iD Kahan Se Milega
Please Reply Me
apna csc dm se sampark kare apka kam ho jayega.
Csc aur pragya Kendra ek hi hota hai kya
yes
Mujhe CSC Id lena Hai Us Ke Lia Kia Karna Hoga
online apply karna hoga. iske bad aap csc ka kam kar sakte hai.
Sir how to apply CSC
Actually I dont know anything plz tell me how to start the business
APPLY FOR CSC ONLINE.
CSC CENTER KHOLNA CHAHTA HUN PAR MAIN EXAM DENE ME BAHUT SARA ISSUES AA RAHE HAI KAISE CLEAR KARUN MAIN EXAM TEC KA AUR KAISE APPLY KARUN TEC PASS BEGAR
pass karna hi hoga.
sir/madam,
ek area me 2 pragya kendrya ho skta hai kya?
Qki mere yha jo kendra hai wha services acha nhi hai….
Han ho sakta hai. apply karo aap.
Main branch me account open krne se kya fayda h or pragya kendra me account kholne se kya merit and demerits h …aa fir money transection limits to nhi na h
konsa ac ke bare me aap bol rahe hai.
mera CSC ID hai kintu mujhe Jharseva Kiosk Id lena hai kaya karna hoga
DM sir se baat karo