Digital Seva Connect Login Process: Namaskar dosto digital seva me login kaise karte hai. hum janege iske liye apko ye step follow karna hoga jo mai niche diya hun. ye step tabhi kam karegya jab apko apna Digimil or CSC 2.0 ID mil gayi ho matlab digital seva ka id paswword.
Apna csc portal band hone ke baat cscs apna new portal launch Kiya hai. Purana portal me kuch old technology thi Jo use bdalna bahut jaruri tha or apna csc id me apko OMT TOOL soft bhi install karna padta tha Jo ab apko koi software installation karne ki jarurat nahi hai. Digital Seva portal se me social media site jaisa online apna status dekh sakte hai. Iska design bahaut achha hai or isme login karne me bhi Aram hai apko apna password bhi bahut secret rahta hai.
Digital Seva Connect
- Sabse pahle apna csc registration status check kare kya bata raha hai. apka id approve bata raha hai to thik hai.
- Ab apna email ID khile or usme csc ka no-repley ka mail milega.
- Ab use open karenge to apko apna digimail user id and password milega.
- Yaha apko apna Digimail id and Password se log in karna hoga. : Digimail login kaise kare
- Ab yaha pe apka digital seva id and password milega.
- Ye Username and password se login karne ke liye es link ko open kare: https://digitalseva.csc.gov.in
- Digital seva portal khulte hi apko uper LOGIN option dikhega usme click kare.
- Username me apna CSC ID dale or Password Jo apko apna Digimail se mila hai.
- Ab niche SINGIN Button pe click kare.
- Fir apse ya Yes or No likha ayega usme apko Yes karna hai.
- Apka apna DigitalSeva portal open ho jayega.
- ap jan gaye ki Digital Seva me log in kaise karte hai. isme apko ab apna wallet pin set karna hai.
Issi trah se aap apna CSC ID se login karke CSC sevice ka labh le sakte hai. yaha koi dikat ho to hume bata sakte hai.
Digital Seva Wallet Pin Setup
- Jaise hi ap apna digitalseva me login hone uper apko set wallet pin ka option milega.
- Usme click kare new tab open hoga.
- Yaha apko 6 digit ka pin set karna hai.
- 2 bar pin enter karke submit kar de apka pin set hogaya.
- Ab ap apna kam star kar sakte hai. Agar apko koi dikat ho to hume bata sakte hai hum apko shayta jarur karenge.
Dosto yahi ek tarika hai Apna CSC Digital Seva Connect ID ko active karne ka.To dosto apko ye post kaise kala hume comments box me jarur bataye.
Thank you.
mere digimail me csc ki tarap se koi mail nahi ata h ?
eske liye kya kare
spam folder me jake sab delet karo ho jayega.
new CSC Registration
I have registered mobile No with aadhar
1 have a computer, Scanner, printer
Please advice for take new CSC Regisration
wait for new regiistration
Hey Bhaskar,
When we can expect a new CSC / Pragya Kendra Registeration.?? I am looking forward to register and open a center in my village (Jharkhand). It has no centre in the vicinity of 10 km
yes bro apply and start.
dgmail passward haravala ahe
How it is benefitted for us?