Pragya Kendra Caste Certificate Online
Pragya Kendra Caste Certificate: Namashkar Dosto! Caste certificate kaise banete hai. Jharkhand me caste certificate un logo ko jari kiya jayega jo jharkhand state me rahta hai. or Jo OBC, SC, ST Suchi me Namankit Jati ke hain. Jo Rajya Sarkar dara jari kiya gaya hai. Application ko nirdhaarit rup me cast certificate prapt karne ke liye ek Application form prastut karna hoga. Application apna panchayat ke Pragya Kendra se hi all important document ke sath Form Fill up kar ke Online Applya kare. Ap chahe to apne se free me online kr sakte hai.
Pragya Kendra Caste Certificate
- Go to Jhar Sewa Portal http://jharsewa.jharkhand.gov.in
- http:jharsewa.jharkhand.gov.in Portal me free me registration kar ke account bana le.
- Caste Certificate banane ke liye Log in kare or free apply kare.
- Apni personal information bhare or important ducoments attach kare.
- Application submit karde. ye process bilkul free hai esme koi paisa nahi lagta hai. apne se apply karna hoga.
Caste Certificate me Lagle Bala Documents
- Application Form
- Khatiyan & Land Rasid
- Aadhaar card
- Voter card
- Affidavide
- Ration card
- Fathers Aadhar card
- Vansa Bali
Apply in Pragya Kendra (CSC)
Ap chahte hai ki mai khut online nahi kar pahunga to ap apne najdiki pragya kendra se apply kara sakte hai. Pragya Kendra se hi apko apna form online karwan hai or agar apne se kar sakte hai to or achhi bat hai free me apka certificate ban jayega. sabse pahle form ko achha se bar le. form me muukhiya, Gumasta or CI se signater karwan hota hai to karwa le. sabse pahle apna jati ka naam jharkhand sarkar ke list me check kar le tab form ke online strat kar de.
OBC, SC AND ST log bhi bana sakte hai
Jharkhand me sabhi prakar ke caste lagbhag rahte hai. sarkar sabhi ke liye certificate banane ka niyam banaya hai apka ducoments hai to ap bhi Caste Certificate bana sakte hai. apko ek Refrence no. milega us no se ap apna status bhi check Kar sakte hai.
Pragya Kendra Caste Certificate Status and Download
- Go to Jhar Sewa Portal http://jharsewa.jharkhand.gov.in
- Click on TRAKING option.
- Click Kiosk option.
- Select Your Certificate ex. Cast, Income and Local Resident
- Enter the Ref no. and Online date in Required boxes.
- Click on TRAKING option.
- Click on SUBMIT option.
- Apko kishi parkar ki koi dikat hai hume bata sakte hai.
To dosto aap apna certificate yaha se status bhi jan sakte hai or download bhi kar sakte apko ye post kaise laga hume comments me bata mat bhule. Pragya Kendra Certificate Online Apply me koi dikat ho bhu puchh sakte hau hum help jarur karenge.Thank you.
Mujhe ek pragya kendr chahiye
Mil jayega DM sir se baat karo.
Pragya kendra lene ke li kya kya chahiye
Dukal hona chahiye bass.
kya pragiya Kendra me cast banane ke liye sare document jama karne hote hain
Han jama karna hota hai.
Form kahn mile ga jo pragian kendra me milta hai jo bharne ke liye
Han Pragya Kendra wala form se ho jayega.
Mujhe prigya Kendra milega
han mil jayega.
Kya study ke sat Pragya Kendra le skte hi
han le sakte hai.
Caste certificate banwana h
pragya kendra se bana sakte hai.
sir apka phone no dije
kya baat hai bhai. yaha bol sakte ho
agar bina pragya kendra khole hm form fillup ka kaam kr sakte hi kya btw
Han
Anchal obc ka cast certificate ban chuka hai sdo se obc certificate banane ke liye kiya karna hai
SDO me sampark kare waha apna new certificate mil jayega.
Sir maine income certificate apply kiya tha pragya Kendra se aur uska stutes. Check kiya to usne likha rha h rejected ab mujhe kya krna chaiye
aap jaha se apply kiye the waha jake required document dena hoga ya fir apka signature kahi chhuta huwa hoga usko pura karna hoga tab ho jayega.