JharSewa Traking : Check Jhar Sewa Certificate Application Status online. Thanks for landing this post. Aaj hum apke santh share karne ja rahe hai ki apna Jhar Sewa application ko Track kaise kare. Agar apke pas internet hai to aap ghar bhaithe Online apna Certificate ka Status jan sakte hai. to chale jante hai…
Dosto apko to pata hi hai Caste, Income and Resident Certificate ka aaj ke date me kitna kam ka chij hai hai wo hi banne me jindagi bit jaye to kya maza. abhi jharkhand se bahut sare vacancy bhi aa rha hai jo bhi certificate bhara nahi ja sakta hai. To dosto chale jante hai hai apna application ka hal…
Track JharSewa Application status online
Iske liye Apply karne ke baad kishi bhi karan se Certificate Prapt karne ke liye amtor par lagbhag 10 se 45 day ka time lagta hai. Portal me sarkar Application ko track karne ki option de rakha hai. waiste to application ki sishthiti jane ke liye rasid me Reference No ei: JHCC/2018/ diya jata hai. aap two way se me se kishi ek ka chayan kar sakte hai jo.
- Pragya Kendra – Applicant apne najdiki Pragya Kendra me jake apna Certificate Status jan sakte hai. or jaha se online apply karaye hai waha se bhi ashani se shithiti jan sakte hai.
- Online JharSewa Tracking – Application Jhar sewa ki official website ke madhyam se apne application Track kar sakte hai. jo mai niche baatane ja raha hun.
Note: koi Applicant Application jama karne ke 1 Din baad apna Jhar Sewa Application status Track kar sakta hai. 1 din ke bhitar tracking sahi se update nahi prapt kar skate hai.
Track JharSewa application status
Apna Application ki Status ko Track karne ke liye, apke pas apna rasid no. hona chahiye. apna application reference no. ka dhyan rakhe ye hon jaruri hai jo ei. JHCC/2021/, JHRC/2021/123456 se start hota hai. Apna Caste, Income or Residential Certificate Application ko Track karne ke liye niche diye gaye niyam ka palan kare.
- Jhar Sewa portal open kare click here
- Niche “Tracking” option me click kare.
- Apna State ka chayan kare.
- Yaha apnea Application ka chayan kare ei. Caste, Income, and Resident jo Certificate hai.
- “Kiosk” option ka chayan kare.
- “Reference Number” ka chayan kare.
- Apna Reference Number enter kare.
- Application “Online” date enter kare.
- Word verification enter kare.
- apna Application ka status janne ke liye “SUBMIT” option me click kare.
Yaha apka ke application ka pura details show ho jayega kahan hai EK se lekar CI, CO or SDO tak ka report dikhai dega. isme koi dikat ho to aap jaha se online kara ye waha sampark kar sakte hai or agar apka certificate ban jata hai to yaha download kar ke apna praman patra ko print bhi kar sakte hai.
Pragya Kendra Caste Certificate
Dosto yahi ek tarika hai Praman Patra ki sisthiti janne ka. asha karta hun apko ye post JharSewa Traking – Jhar Sewa Application Status pura shamajh me aa gaya hoga koi problem hai to hume comments me puch sakte hai.
Mujhe app ka sujhaw acha laga lekin birth certificate banane ka online pura tarika batey ham lohardaga sardar Anchal me rahta hu thanku
Online birth certificate sabhi jaga se nahi ban raha hai aap pahe CI sir se baat kare. SDO se banta hai.
BIBHA KUMARI
nai khul rha hai sir or khul rha hai to sirf_,,,, ek central or state government choose krne k liye show kr rha hai or state government pe click krne par direct word verification puchh rha hai or use submit krne par hmesa fir se wahi page khul rha hai or aap jaisa bataye hain ,same condition mai use kiya but sirf wahi page khul rh
a hai
so, plz sir plz help me, mai do din se pareshan hu ,sirf wahi site khul rha hai
kios option chune ke baad apna no. dena hai.
Ye pragya kendra bakvas hai, koi aadhikari dekhta, chhuta bhi nahi hai. Mere bacche ka birth certificate ke liye pichhle sal apply kiya tha kisi ne dekha bhi nahi. Aabhi do mahina pahle cast aur Resident certificate ka diya hai, aabhi tak kisi ne dekha hi nahi.
Iske liye kya karna padega, kaise banaya ja sakta hai ya iska complain kahan karna hai ?
aap kahans se apply kiye the uska slip le ke apna anchal pahoch jaye apka kam ek dim me ho jayega. agar fir bhi nahi hota hai to aap hum se sampark kar sakte hai.
Mein Cyprian Guria, Torpa, Khunnti, Jharkhand se, Apne ladke ka birth certificate ka apply pragya kendra Tapkara, Basnat Baraik ke dwara kiya tha. Block jane par bada babu se mila, usne bola yehan se ye kagaj lao vo lao, vo bhi diya, fir phir bola eaise nahin banta hai, kahan se Apply kiya hai, humne basant pragya kendra ka name bataya, to bolne laga, vo bahut hosiyar ban raha hai, vahan ke logon ne bola complaine box, me complaine dal do. Vo bhi dal diya aabhi tak kuch nahi huwa. Ye Fabruary 2020 ki bat hai, Refranace, no. Hai- JHBC/2020/1610.aur
Sumisson date hai – 21/02/2020.
अब भी जब chack karte hai to dikhata hai, aap applycation recive kar liya concern Adhikary ke pass hai.