JharSewa Tracking : Check Jhar Sewa Certificate Application Status online. Thanks for landing this post. Aaj hum apke santh share karne ja rahe hai ki apna Jhar Sewa application ko Track kaise kare. Agar apke pas internet hai to aap ghar bhaithe Online apna Certificate ka Status jan sakte hai. to chale jante hai…
Dosto apko to pata hi hai Caste, Income and Resident Certificate ka aaj ke date me kitna kam ka chij hai hai wo hi banne me jindagi bit jaye to kya maza. abhi jharkhand se bahut sare vacancy bhi aa rha hai jo bhi certificate bhara nahi ja sakta hai. To dosto chale jante hai hai apna application ka hal…
Track JharSewa Application status online
Iske liye Apply karne ke baad kishi bhi karan se Certificate Prapt karne ke liye amtor par lagbhag 10 se 45 day ka time lagta hai. Portal me sarkar Application ko track karne ki option de rakha hai. waiste to application ki sishthiti jane ke liye rasid me Reference No ei: JHCC/2024/ diya jata hai. aap two way se me se kishi ek ka chayan kar sakte hai jo.
- Pragya Kendra – Applicant apne najdiki Pragya Kendra me jake apna Certificate Status jan sakte hai. or jaha se online apply karaye hai waha se bhi ashani se shithiti jan sakte hai.
- Online JharSewa Tracking – Application Jhar sewa ki official website ke madhyam se apne application Track kar sakte hai. jo mai niche baatane ja raha hun.
Note: koi Applicant Application jama karne ke 1 Din baad apna Jhar Sewa Application status Track kar sakta hai. 1 din ke bhitar tracking sahi se update nahi prapt kar skate hai.
Track JharSewa application status
Apna Application ki Status ko Track karne ke liye, apke pas apna rasid no. hona chahiye. apna application reference no. ka dhyan rakhe ye hon jaruri hai jo ei. JHCC/2024/, JHRC/2024/123456 se start hota hai. Apna Caste, Income or Residential Certificate Application ko Track karne ke liye niche diye gaye niyam ka palan kare.
- Jhar Sewa portal open kare click here
- Niche “Tracking” option me click kare.
- Apna State ka chayan kare.
- Yaha apnea Application ka chayan kare ei. Caste, Income, and Resident jo Certificate hai.
- “Kiosk” option ka chayan kare.
- “Reference Number” ka chayan kare.
- Apna Reference Number enter kare.
- Application “Online” date enter kare.
- Word verification enter kare.
- apna Application ka status janne ke liye “SUBMIT” option me click kare.
- Yaha apka ke application ka pura details show ho jayega kahan hai EK se lekar CI, CO or SDO tak ka report dikhai dega. isme koi dikat ho to aap jaha se online kara ye waha sampark kar sakte hai or agar apka certificate ban jata hai to yaha download kar ke apna praman patra ko print bhi kar sakte hai.
Pragya Kendra Caste Certificate
Dosto yahi ek tarika hai Praman Patra ki sisthiti janne ka. asha karta hun apko ye post JharSewa Traking – Jhar Sewa Application Status pura shamajh me aa gaya hoga koi problem hai to hume comments me puch sakte hai. isi trah ka post ke liye pragyakendra.com me ate hai. thank you