Jhar Sewa – Service Online Jharkhand

Jhar Sewa Service Online Jharkhand: Jharkhand me Pragya Kendra dara iska Sewa log le Raha hai. isme G2C ka labh le sakte hai. Jhar Sewa portal se aap bhibhin parkar ka Certificate bana sakte hai jaise Birth, Death, Caste, Income, Local Resident Certificate or Social Security Pension ka labh le sakte hai.

Yaha aap Jharkhand Sarkar ke new service (External Service) ke bare me bhi jan sakte hai sath hi apna certificate ki status bhi jan sakte hai. isme tracking option deta hai jo bahut aachha hai. apka certificate ka pura hal jan sakte hai or download bhi kar sakte hai.

Jhar Sewa Service Online Jharkhand

Jharkhand e District ka udesh hai ki nagrik ko sare service ek chhat ke niche asani se prapt ho sake. eske liye Common Service Centre (CSC) ka sahara liya ja raha hai. Jo Jharkhand me Prgaya Kendra ke naam se jane jate hai. Pragya Kendra har ek panchayt me sarkar dara khulwaya gaya hai.

jhar sewa

Apko pata hona chahiye ki JharSewa portal me har ek minute me 100 se jade certificate online hota hai. mera manna hai jharkhand jaise koi or state es speed se kaam nahi kar raha. iska sabse achha baat apna certificate aap apne se bhi online kar sakte hai jo free hai eska koi fee nahi lagta. aagar aap Pragya Kendra se online karwate hai to apko per certificate ki 30 rupee dena hoga or apne se karne par aap free me online kar sakte hai. Eska process bahut fast hai apka certificate 7-10 day me ban sakta hai. apko jade Block ka chakar bhi lagana nahi padega. yaha se aap caste list bhi download kar sakte. Sri Raghubar Das ji ke jharkhand ka CM banne ke bad se bahut kuchh badal gaya iska suruwat bhi wo hi karbaya hai. portal ka kash bad ye hai ki isme certificate jaldi ban jata hai or online apply karna bhi ashan hai.

Jhar Sewa Service List

  1. Caste Certificate
  2. Income Certificate
  3. Local Resident Certificate
  4. Birth Certificate
  5. Death Certificate
  6. Old Age Pension Scheme
  7. Disability Pension Scheme
  8. Widow Pension Scheme

Certificate Online Process

Portal me apko apna acounts bana padta hai . iske bad JharSewa Registration pura hone ke bad apko id and password mil jata hai. Tab aap aram se apna praman patra Jharkhand state ke liye bana sakte hai. Pragya Kendra se banate hai to apko kuchh rupee dena padta hai. mera mane to Registration kar le or free apna application online kare isme maza bhi hai koi dikal nahi documents ko aap pan mobile se bhi scan karke upload kar sakte hai. application form fill karna bhi ashan hai. mai niche ek video deta hun jahan se aap shikh sakte hai kaise online kar payenge. Application ko tracking ya staus check karne ke liye apko kahi nahi jane hoga apna mobile ya computer se bhi check kar sakte hai

Application Online Rules

Dosto Jhar Sewa me apna application online apply karne se pahle apko kuchh kam karna padta hai tab hi apka certificate delivered hota nahi to use reject kar diya jata hai. niche mai sare niyam bata raha hun ishe complete karne ke bad hi application online kare.

  1. Application Form pura fillup kare.
  2. ushme jo documents mang raha hai ushe attach kare.
  3. Mukhiya, RK (Karamchari) or CI ka signatur kra le.
  4. Applicatio form me self declaration form bhi laga de.

Ishe bhi jane…

Pragya Kendra Caste Certificate

Dosto “Jhar Sewa Service Online Jharkhand” Kya hai hum jan gaye. Post apko kaise laga hume jarur bateye. JharSewa ke bare me koi chij jo janna chahte hai to hume free comment me bata sakte hai hum jawab jarur denge. Thanks…

45 thoughts on “Jhar Sewa – Service Online Jharkhand”

  1. Make payment ka option nhi a rha hai ?
    Sabhi csc ko 10Rs ka reciving ka payment ho rha hai mera payment nhi ho rha kya certificate banega ya nhi

    Reply
  2. तत्काल जाती स्थानीय आय बनाने के लिए कोई दूसरा फॉर्म आता है क्या ,,?

    Reply
  3. Sir hamara shop h humne jharsewa k liye csc apply krta hoo par nhi hota h
    Koi ac company batao jo kam cost me jharsewa ki id de sakta h

    Reply
  4. Sir i have received my caste certificate one month back but somehow misplaced it.i have lost the application number and token number also.is there any option to get it again online as i am currently working outside jharkhand and not possible to visit the pragya kendra there.kindly help as it is urgent for job application.

    Reply
  5. hi . i need to apply for upsc exam . i am from jharkhand – hazaribagh. belong to obc ( non creamy layer ). my caste is kushwaha koeri . need to know that —
    1 – non creamy layer and obc certificate are 2 separate certificate or same ?
    2 – when i go to apply for services section , there are many options available about obc certificate making ? Please let me know the process as per my need mentioned above . Thank you .

    Reply
  6. If income certificate is submmited application is laying more to than days under processing status. To Which higher official authority to
    complained in Medininagar (Daltongan,Palamau) through mail or twiter. Plz Send details of
    e_mail id, & twiter of concerned appealiate authority
    at the ealiest.Thanking you.

    Reply

Leave a Comment